Band lifafon ki tarah unn aakhon mein ..
Joh likhe woh saare bheege khat ..
Mein shyaam talak padta raha !
Kuch unnke kisse thay ..
Kuch hamari kahani !
Kuch pehchani si manzil thee ..
Kuch raahein anjaani !
Aakhon mein likhe woh bheege khat ..
Mein shyaam talak padta raha !
Tasveerein qaid thee kahi ..
Unn palkon ke darmiyaan !
Phir jaane ko unn ki aakhon mein ..
Mein apni neendon se ladta raha !
Aakhon mein likhe woh bheege khat ..
Mein shyaam talak padta raha !
Kuch kehna chhahta tha ..
Par lafz mere mukar gaye !
Joh likhe woh saare bheege khat ..
Mein shyaam talak padta raha !
Kuch unnke kisse thay ..
Kuch hamari kahani !
Kuch pehchani si manzil thee ..
Kuch raahein anjaani !
Aakhon mein likhe woh bheege khat ..
Mein shyaam talak padta raha !
Tasveerein qaid thee kahi ..
Unn palkon ke darmiyaan !
Phir jaane ko unn ki aakhon mein ..
Mein apni neendon se ladta raha !
Aakhon mein likhe woh bheege khat ..
Mein shyaam talak padta raha !
Kuch kehna chhahta tha ..
Par lafz mere mukar gaye !